SONG DETAILS

Aayina Khwaab Hai, Aur Khwaab Mein Kyun Rehate Ho

PYAR TOU HONA HE HAE

FilmPYAR TOU HONA HE HAE
SingerSUROOR (PAKISTANI BAND)
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

aayina khwaab hai, aur khwaab mein kyun rehate ho -
aks?? bankar meri tasbeer se - 2 kya kehate ho
aayina khwaab hai, aur khwaab mein kyun rehate ho

jaane kaisi raah chale, door kinaara kaun mile - 2
apani taqdeer ke haathon se - 2, nikal ke kyun ??
aayina khwaab hai, aur khwaab mein kyun rehate ho

ek hi baat ki aas liye, bin baadal barsaat liye - 2
apani tanhaayi ke daaman mein - 2, kyun rehate ho
aayina khwaab hai, aur khwaab mein kyun rehate ho