SONG DETAILS

Jhoolna Dala De

PAGDANDI

FilmPAGDANDI
SingerZEENAT BEGUM, DILSHAD, MUNAWWAR SULTANA
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

jhoolana dala de
more saiyaan ko bula de, o nanad ji
saawan ki rut aai

jhoolana dala de
more saiyaan ko bula de, o nanad ji
saawan ki rut aai

lo jal barasaane aayeen ghataayen kaali -2
tum jhoothi boleen, aise mein to boloon ?
o ari o ri nanandiya -2
mera bikharaa-bikhara baag, nahi ghar maali
birahan deti duhaai

( jhoolana dala de
more saiyaan ko bula de, o nanad ji
saawan ki rut aai ) -2

( bedardon se preet laga ke
main pachhataai ho main pachhataai ) -2
( din ne chain ganvaaya
aankh ne nindiya ganvaayee, ha nindiya ganvaai ) -2
o are are nanadiya -2
ik baar unhen mila de bhala ho tera
nin-nit tumhen mile na doya mera -2 ?

( jhoolana dala de
more saiyaan ko bula de, o nanad ji
saawan ki rut aai ) -2