SONG DETAILS

Har Ek Raasta

AMEER AADMI GHARIB AADMI

FilmAMEER AADMI GHARIB AADMI
SingerASHA BHOSLE
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

(har ek raasta saja ke chal)-
kisi ko hamasafar bana ke chal
har ek raasta saja ke chal

(mere dil mein to meri chaahat hai
yahi chaahat hi meri daulat hai
yuun na milegi har kushi)- 2
kisi ke saath dil laga ke chal
har ek raasta saja ke chal
kisi ko hamasafar bana ke chal
har ek raasta saja ke chal

(saari mahafil mein ik chehara ho
tu kisi ka ho koyi tera ho
bhar le nazar mein ye roshani)- 2
ye roshani jalaa-jala ke chal
har ek raasta saja ke chal
kisi ko hamasafar bana ke chal
har ek raasta saja ke chal