SONG DETAILS

Aao Chale Manva

AMAR PREM

FilmAMAR PREM
SingerRAJKUMARI, RAFI
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorRajesh Khanna
Actress—

Lyrics

Raaj: Aao Chalen Manva More Door Kahi Re

Rafi: Saagar Ke Chhor Kahi
Raaj: Haan Haan Ambar Ke Or
Rafi: Kshitij Bane Need Jahaan Baadal Jhuke Ghor
Raaj: More Angana Ke Deep Bani Taaron Ki Paanti Hui Re

Rafi: Kalpana Ke Pankh Laga
Raaj: Kalpana Ke Pankh Laga Aao Ude Door
Rafi: Nithur Bada Haay Jagat Mere Sapane Kare Choor
Raaj: Mora Jeevan Re Mukt Bahe, Ga Jaao Aasaavari Re

Rafi: Bhramar Kare Gunja
Raaj: Naachen Mor Jahaan Sudh-Budh Bhool
Rafi: O Sundar Sundar Khile Ho Aasha Ke Nitya Naye Phool
Raaj: Mori Bagiya Mein Rah Sada Basant Ki Bahaar Bani Re