SONG DETAILS

Aa Gaye More Piya

NAVELI (PAKISTANI FILM)

FilmNAVELI (PAKISTANI FILM)
SingerMUNAWWAR SULTANA
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

(aa gaye more piy
naach raha hai mora jiya
pyaar ne dil le liya
jine na diya
haay luut liyaa) - 2

aa gaye more piya

(aa gayi hain kaali raatein, kaali raatein
jhuum rahi hain barasaatein, barasaatein) - 2
(bholepan ki baatein, yaad aayein piya
haay luut liyaa) - 2

(jaan lagi ghabaraane
pyaar laga pachhataane
kaun hamaara gam jaane
yaad na tuune kiya
haay luut liyaa) - 2

aa gaye more piya