SONG DETAILS

Ab To Batlaa Arey

NAUGHTY BOY

FilmNAUGHTY BOY
SingerKISHORE KUMAR, ASHA BHOSLE
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

ki: ab to batlaa arey zaalim meri qismat mein kyaa ha
ab to batlaa
aa: huN.., ho ho kah to diyaa sau-sau dafaa
ye dil teraa hai
ki: ab to batlaa arey zaalim meri qismat mein kyaa hai
ab to batlaa

ki: ( tu tu tune, mujhe kiyaa matvaalaa
aa: hey hey tune, kyuN na Khud ko sambhaalaa ) -2
ki: mujhe kyaa Khabar thi, nayaa-nayaa thaa main dilvaalaa
ab to batlaa arey zaalim meri qismat mein kyaa hai
ab to batlaa
aa: huN.., ho ho kah to diyaa sau-sau dafaa
ye dil teraa hai
ki: ab to batlaa

aa: ( o ho ab to, mere peechhe mat aao
ki: ey ey dekho, mujhe ab na sataao ) -2
aa: arey samjhaa ke na bahko, na bahkaao
ki: ab to batlaa arey zaalim meri qismat mein kyaa hai
ab to batlaa
aa: huN.., ho ho kah to diyaa sau-sau dafaa
ye dil teraa hai
ki: ab to batlaa

ki: ( aa aa aajaa, chalen milke kahin ham
aa: jee haaN samjhe, aise bhole nahin ham ) -2
ki: aji zaraa samjho, kyaa kahtaa hai ye mausam
ab to batlaa arey zaalim meri qismat mein kyaa hai
ab to batlaa
aa: huN.., ho ho kah to diyaa sau-sau dafaa
ye dil teraa hai
ki: ab to batlaa