SONG DETAILS

Yeh Alag Baat Hai Saaki

NASHA VOL. 2 - PANKAJ UDHAS

FilmNASHA VOL. 2 - PANKAJ UDHAS
SingerPANKAJ UDHAS
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Ye alag bat hai saaki ki mujhe hosh nahi -
hosh itana hai ke main tujhase faramosh nahi
Ye alag bat hai saaki ki mujhe hosh nahi

main teri mast nigaahi ka bharam rakh lunga - 2
hosh aaye bhi to keh dunga mujhe hosh nahi - 2
hosh itana hai ke main tujhase faramosh nahi
Ye alag bat hai saaki ki mujhe hosh nahi

yaad itana hai ki pohacha dar-e-maikhane tak - 2
kya kahu aage ki aage kya mujhe hosh nahi
hosh itana hai ke main tujhase faramosh nahi
Ye alag bat hai saaki ki mujhe hosh nahi

kabhi un madh bhari aankhonse piya tha ek jaam