SONG DETAILS

Khuda Ka Shukra Hai

NASHA - PANKAJ UDHAS

FilmNASHA - PANKAJ UDHAS
SingerPANKAJ UDHAS
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

(Khuda Ka Shukra Hai Varna Gujarti Kaise Shaam -
Sharaab Jisne Banaayi (Use Hamara Salaam) - 2 ) - 3

Ye Jeete Ji Hi Karati Hai Sair Jannat Ki - 3
Isiliye Hi To Shayad Hui Sharab Haraam - 2
Sharab Jisane Banayi (Use Hamara Salam) - 2
Khuda Ka Shukra Hai Varna Gujarti Kaise Shaam

Ye Maikada Hai Yaha Ka Nizaam Ulka Hai - 3
Jo Ladkhada Na Saka Peeke Ho Gaya Badnaam - 2
Sharab Jisane Banayi (Use Hamara Salam) - 2
Khuda Ka Shukra Hai Varna Gujarti Kaise Shaam

Sharab Itani Sharifaana Cheez Hai Aadam - 3
Ke Peeke Aadami Sach Bolta Hai Subhaho Sham- 2
Sharab Jisane Banayi (Use Hamara Salam) - 2
Khuda Ka Shukra Hai Varna Gujarti Kaise Shaam