SONG DETAILS

Nainan Mein Barasaat

NAND KISHORE

FilmNAND KISHORE
SingerLATA MANGESHKAR
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorNalini Jaywant
Actress—

Lyrics

Nainan Mein Barasaat Man Mein Kaajal Kaali Raat -
Andhakaar Hi Andhakaar Hai Diwas Rain Ban Jaat - 2
Nainan Mein Barsaat Man Mein Kaajal Kaali Raat

Hooooooooooooo
Prit Karuun Ya Rit Nibhaayuun - 2
Man Ki Sunu Ya Tan Ki
Maati Ki Maala Dekhuun Ya Shobha Man Madhuban Ki
Shobha Man Madhuban Ki
(Praanon Ka Hansa Vyaakul Hai
Biraha Saha Nahin Jaat) - 2
Nainan Mein Barsaat Man Mein Kaajal Kaali Raat

Hoooooooooo
Ek Aur Dekhenge Naate Alakh Duusari Aur
Ankhiyaan Chandra Chakor Bani Hai
Chanda Nand Kishore - 2
(Ansuan Mein Zarate Angaare
Dukh Nahin Nain Samaat) - 2
Nainan Mein Barsaat Man Mein Kaajal Kaali Raat

[ Nainan Mein Barasaat Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]