SONG DETAILS

Kya Muhabbat Ka Yahi Anjaam Hai

NAJMA

FilmNAJMA
SingerASHOK KUMAR
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorNisar Ahmad Ansari
Actress—

Lyrics

Kya Muhabbat Ka Yahi Anjaam Ha
Kya Muhabbat
Kya Muhabbat Ka Yahi Anjaam Hai
Saikadon Gam
Saikadon Gam Ek Dil-E-Naakaam Hai - 2

[ Kya Muhabbat Ka Yahi Anjaam Hai Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]

Kis Qadar Taariq Hai Duniya Meri - 2
Subah Bhi Meri Nazar Mein Shaam Hai
Subah Bhi Me
Subah Bhi Meri Nazar Mein Shaam Hai

Dhadaknon Se Dil Ki Ye Samajha Huun Main - 2
Zindagi Bechainiyon Ka Naam Hai
Zindagi Be
Zindagi Bechainiyon Ka Naam Hai

Dil Ki Barabaadi Pe Kush Huun Isaliye - 2
Aaj Phir Tera Zabaan Par Naam Hai
Aaj Phir Te
Aaj Phir Tera Zabaan Par Naam Hai

Kya Muhabbat Ka Yahi Anjaam Hai

[ Kya Muhabbat Ka Yahi Anjaam Hai Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]