SONG DETAILS

Chaandani Raaton Mein Jis Dam Yaad Aa Jaate Ho Tum

NAAZNEEN

FilmNAAZNEEN
SingerTALAT
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

chaandani raaton mein jis dam yaad aa jaate ho tu
roshani ban kar meri aankho.en pe chha jaate ho tum

chhe.d kar taaro pe dil ke ik adhuuri raagini
aur divaane ko divaana bana jaate ho tum

shukriya is meharabaani ka tumhaari, shukriya
jab kayaalon mein bulaata huun to aa jaate ho tum