SONG DETAILS

Tujhse Milna Milkar Chalna

AMAANAT

FilmAMAANAT
SingerKUMAR SANU AND ALKA YAGNIK
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

--MALE-
(Tujhse milna, milkar chalna achha lagta hai
Achha lagta hai, oh oh) - 2

--FEMALE--
Is jhoothi duniya mein tu hi sacha lagta hai
Sacha lagta hai, oh oh
Dekhoon tujhe, chaahoon tujhe
Dil ka iraada hai

--MALE--
Tera iraada pura karenge
Apna yeh vaada hai
Dekhoon tujhe, chaahoon tujhe
Dil ka iraada hai

--FEMALE--
Tera iraada pura karenge
Apna yeh vaada hai

--MALE--
Tujhse milna, milkar chalna achha lagta hai
Achha lagta hai, oh oh

--FEMALE--
Is jhoothi duniya mein tu hi sacha lagta hai
Sacha lagta hai, ho oh
Kadmon ko pyaari lage
Teri hi raahein

--MALE--
Bin soche hi uth jaati hai
Teri taraf baahein
Kadmon ko pyaari lage
Teri hi raahein

--FEMALE--
Bin soche hi uth jaati hai
Teri taraf baahein

--MALE--
(Tujhse milna, milkar chalna achha lagta hai
Achha lagta hai, ho oh) - 2

--FEMALE--
Is jhoothi duniya mein tu hi sacha lagta hai
Sacha lagta hai, oh oh
Tujhse milna, milkar chalna achha lagta hai

--MALE--
Achha lagta hai

--BOTH--
Oh oh