SONG DETAILS

Vignharta (Aarati)

MY FRIEND GANESHA

FilmMY FRIEND GANESHA
SingerROOP KUMAR RATHOD, PAMELA JAIN
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

vakratund mahaakaay surya koti samprab
nirvignam kurumedev sarva kaaryeshu sarvada

om gan ganpate namah - 4
vignharta, mangalkarta - 2
ganapati baappa tumhe pranaam - 2
vign vinaayak sab sukhdaayak - 2
ganapati baappa tumhe pranaam - 2
om gan ganpate namah - 4
vignharta, mangalkarta - 2
ganapati baappa tumhe pranaam - 2
vign vinaayak sab sukhdaayak - 2
ganapati baappa tumhe pranaam - 3

ajar amar hai naam tera, sankatharta naam hai tera
gan gan ganapati gajmukh?? mandal??, vign haran, gauri ke nandan, ek dant annadha??
hum hai baalak, tu jad paalak - 2
puje sab tujhe hey vinaayak - 2
om gan ganpate namah - 4
vignharta, mangalkarta - 2
ganapati baappa tumhe pranaam - 3
ganesha o ganesha devo ke dev ganesha - 2
jai ganesh jai ganesh deva - 4
sabse pehle puja jaata, tu hai sabka bhaagya vidhaata
tu bhakto ka paalanhaara - 2
uma mahesha ka tu hai dulhaara - 2
om gan ganpate namah - 4
(vignharta, mangalkarta - 2
ganapati baappa tumhe pranaam - 2) - 2
om gan ganpate namah.............