Lyrics
(ham aur tum aur ye kush
ye qahaqahe ye dillagi
chhitaki huyi hai chaandani) - 2
ham aur tum
(angadaaiyaan bhuton (?) ne li
mahaka chaman kaliyaan khili) - 2
aayi hawa masti bhari - 2
ham aur tum aur ye kushi
ye qahaqahe ye dillagi
chhitaki huyi hai chaandani
ham aur tum
(dil mein hujum-e-aarazu
aansu mein ras pahalu mein tu) - 2
qisamat hamaari jaag uthi - 3
ham aur tum aur ye kushi
ye qahaqahe ye dillagi
chhitaki huyi hai chaandani
ham aur tum
(baanhein gale mein pad gayi
aankhon se aankh lad gayi) - 2
chhalaki sharaab-e-zindagi - 4
ye qahaqahe ye dillagi
chhitaki huyi hai chaandani) - 2
ham aur tum
(angadaaiyaan bhuton (?) ne li
mahaka chaman kaliyaan khili) - 2
aayi hawa masti bhari - 2
ham aur tum aur ye kushi
ye qahaqahe ye dillagi
chhitaki huyi hai chaandani
ham aur tum
(dil mein hujum-e-aarazu
aansu mein ras pahalu mein tu) - 2
qisamat hamaari jaag uthi - 3
ham aur tum aur ye kushi
ye qahaqahe ye dillagi
chhitaki huyi hai chaandani
ham aur tum
(baanhein gale mein pad gayi
aankhon se aankh lad gayi) - 2
chhalaki sharaab-e-zindagi - 4