SONG DETAILS

Deewaron Se Milkar Rona Achha Lagta Hain

RANJISH - PANKAJ UDHAS

FilmRANJISH - PANKAJ UDHAS
SingerPANKAJ UDHAS
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

(Deewaaron se milkar rona achha lagata hai
Hum bhi paagal ho jaayenge aisa lagat hain) - 2
Deewaaron se...

Duniya bhar ki yaade hamase milane aati hain - 2
Shaam dhale is sune ghar mein mela lagata hain - 2
Hum bhi paagal ho jaayenge aisa lagat hain
Deewaaron se...

Kitane dino ke pyaase honge yaaro socho to - 2
Shabanam ka katara bhi jinko daraya lagata hain - 2
Hum bhi paagal ho jaayenge aisa lagat hain
Deewaaron se...

Kisko kaisar pathhar maaro kaun paraya hain - 2
Shish mehal mein ik ik chehara apana lagata hain - 2
Hum bhi paagal ho jaayenge aisa lagat hain
Diwaaron se milkar rona achha lagata hain
Hum bhi paagal ho jaayenge aisa lagat hain
Deewaaron se...