SONG DETAILS

Kisamat Ne Hamein Rone

MOTI MAHAL

FilmMOTI MAHAL
SingerSURAIYA
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

kisamat ne hamein rone ke liy
duniya mein akela chhoD diya
duniya mein akela chhoD diya -2

sukh-chain loota, dukh-dard mila
bechain hai dil, majboor hai ham
duniya ne hamaari jeene ka
har ek sahaara toD diya --2

kisamat ne hamein rone ke liye
duniya mein akela chhoD diya -2

bedard khizaan ki nazaron se
maasoom bahaarein bach na sakin
lo aaj chaman mein aari ne
Daali se kali ko toD diya -2

kisamat ne hamein rone ke liye
duniya mein akela chhoD diya -2

Posted by: p u r n i m a