SONG DETAILS

Saiyya Saiyye Saiyyoni

MOHABBAT HO GAYI HAIN TUMSE

FilmMOHABBAT HO GAYI HAIN TUMSE
SingerSUNIDHI CHAUHAN
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

saiyaa... saiyoni..
(sama phool khusbu kiran chand taare
aaj ki raat sab ho gaye hain humare ) - 2
yeh dilkash rawani yeh masti ka aalam
tumhare liye hi jawan hain yeh saare
saiyya saaiyye saiyyoni - 4

saiyyaa
tumse ek wada hain, ek wada tumse hain
pyar dil ko mere bahut jyada tumse hain
tumare mohabbat se mehke hue hain
humari nazar ke yeh saare nazare
saayya saaye sayyoni - 4

ek pal ke liye tum dur jana nahi
bin tumhare yeh mera dil na lagega kahin
mujhe jindagi ab meri hain jeeni
hamesh hamesha tumhare sahare
saayya saaye sayyoni - 10