SONG DETAILS

Teri Galiyon Mein Ham Aaye

MINOO

FilmMINOO
SingerMANNA DE, ANTARA CHOUDHARY
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorBaby Mun Mun
Actress—

Lyrics

Teri Galiyon Mein Hum Aaye, Diye Armaanon Ke Jalaay
Hum Pe Ho Jaaye Karam Haaye Jo Tera
Apni Kismat Bhi Sanwar Jaaye Zara

Jaise Majboor Hain Hum Koi Majboor Na Ho
Kisike Man Ka Mahal Aise Choor Na Ho
Aise Khusiyon Se Koi Door Na Ho
Teri Galiyon ...

Zindagi Teri Baharon Mein Muskaye Sada
Tere Daamanko Na Chhoo Paaye Ghum Ki Hava
Hum Garibon Ki Lage Tujhko Dua
Teri Galiyon ...

[ Teri Galiyon Mein Ham Aaye Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]