SONG DETAILS

Aaj phurkat ka khwab

MERE MEHEBOOB

FilmMERE MEHEBOOB
SingerMOHD RAFI
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

aaj phurkat ka khwab toot gaya a
mil gaye tum hijab toot gaya
tumse izhaar-e-haal kar baithe(2)
bekhudi mein kamaal kar baithe(2)re
tumse izhaar-e-haal kar baithe

kho gaye husn ki baharon mein
keh diya raaz-e-dil isharon mein
kam hum bemisal kar baithe(2)
bekhudi mein kamaal kar baithe
tumse izhaar-e-haal kar baithe

kitne majboor ho gaye dil se hay
kitne majboor ho gaye dil se
soche samjhe bagair kaatil se e
soche samjhe bagair kaatil se
zindagi ka sawaal kar baithe
bekhudi mein kamaal kar baithe
tumse izhaar-e-haal kar baithe

yeh adaye yeh shokhiya tauba
bas khuda hi khuda hai us dil ka
jo tumhara khayam kar baithe(2)
bekhudi mein kamaal kar rr baithe re
tumse izhaar-e-haal kar baithe
aaaaa
tumse izhaar-e-haal kar baithe