SONG DETAILS

Ek Masoom

MERE JEEVAN SAATHI

FilmMERE JEEVAN SAATHI
SingerSONU NIGAM, SADHNA SARGAM
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Ek masoom sa dil yeh mera -
Mere saajan ne chura liya - 3
Ek masoom sa chehra tera - 2
Mujhe deewana bana diya - 3

na chain hai
na hosh hai
issme mera
kya dosh hai
inkaar se ikraar se
loota mujhe tune pyaar se
neend aur karaar aur sapna mera - 2
mere saajan ne chura liya - 3

kutch dard hai
kutch pyaas hai
kya khub yeh
ehsaas hai
chayi hai kya
yeh bekhudi
kaisi hai yeh deewangi
yu chupchupake hasna tera - 2
mujhe deewana bana diya - 3

Ek masoom sa dil yeh mera - 2
Mere saajan ne chura liya - 3
Mujhe deewana bana diya - 2