SONG DETAILS

Huyi Sham Unka Khayaal

MERE HAMDAM MERE DOST

FilmMERE HAMDAM MERE DOST
SingerMOHAMMAD RAFI
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

huyee shaam un kaa khayaal aa gaya
wahee zindagee kaa sawaal aa gayaa

abhee tak to hothhon pe thaa, tabassum kaa ek silasilaa
bahut shaadamaan the hum unko bhulaa kar
achaanak ye kyaa ho gayaa,
ke chehare pe ranga-e-malaal aa gayaa
huyee shaam un kaa khayaal aa gayaa

humein to yahee thaa gurur, ghum-e-yaar hai hum se door
wahee ghum jise hum ne kis kis jatan se
nikaalaa thaa is dil se door
wo chalakar qayaamat kee chaal aa gayaa
huyee shaam un kaa khayaal aa gayaa