SONG DETAILS

Salona Sa Sajan Hai Aur Main Huun

MERAJ-E-GHAZAL (NON FILM)

FilmMERAJ-E-GHAZAL (NON FILM)
SingerASHA BHOSLE
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

salona sa sajan hai aur main huu
jiya mein ik agan hai aur main huun

tumhaare ruup ki chhaaya mein saajan
badi thandi jalan hai aur main huun

churaaye chain raaton ko jagaaye
piya ka ye chalan hai aur main huun

piya ke saamane ghuunghat utha de
badi chanchal pawan hai aur main huun

rachegi jab mere haathon mein menhadi
usi din ki lagan hai aur main huun