SONG DETAILS

Vahi Udi-Udi Ghataaein Hain

MERA GHAR MERE BACHCHE

FilmMERA GHAR MERE BACHCHE
SingerMUKESH
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorSohrab Modi
Actress—

Lyrics

Vahi Udi-Udi Ghataaein Hain, Ek Tum Nahin Ho To Kuchh Nahin -
Vahi Bhigi-Bhigi Havaaein Hain, Ek Tum Nahin Ho To Kuchh Nahin - 2

Hai Kali Se Gul Ko Mile Hue, Yahaan Zakm-E-Dil Hai Khile Hue
Vahi Koyalon Ki Sadaaein Hai, Vahi Koyalon Ki Sadaaein Hai
Ek Tum Nahin Ho To Kuchh Nahin, Ek Tum Nahin Ho To Kuchh Nahin

Jo Kiye The Vaade Nigaahon Mein, Vahi Ud Gae Aae Havaaon Mein
Vahi Khoi-Khoi Fizaaein Hain, Vahi Khoi-Khoi Fizaaein Hain
Ek Tum Nahin Ho To Kuchh Nahin, Ek Tum Nahin Ho To Kuchh Nahin

Yahin Kal To Tum Mere Saath The, Gore Haathon Mein Mere Haath The
Magar Aaj Honthon Pe Aahein Hain, Magar Aaj Honthon Pe Aahein Hain
Ek Tum Nahin Ho To Kuchh Nahin, Ek Tum Nahin Ho To Kuchh Nahin

[ Vahi Udi-Udi Ghataaein Hain Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]