SONG DETAILS

Krishna You Are The Greatest Musician

MEERA KA MOHAN

FilmMEERA KA MOHAN
SingerANURADHA PAUDWAL, KUMAR SANU
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorAvinash Wadhavan
Actress—

Lyrics

Krishna Krishna Krishn
Krishna Hare Krishna
Krishna Raadhe Krishna
O Krishna You Are The Greatest Musician Of This World
O Krishna Kyuun Vaada De Ke Refusion Of The World

Baansuri Se Tuune Prem Sandesha Diya Hai Mohana

Tuune Jo Bhi Git Sunaaya Gita Ban Ke Jag Pe Chhaaya
Gyaan Ka Man Mein Dip Jalaaya
Tuune Hi Sab Ko Lubhaaya Aur Sab Ko Nachaaya
Pyaar Ko Tuune Kiya Hai Paavan Har Insaan Ko Diya Hai Jivan
Har Aangan Mein Raadha Mohan
Tuune Hi Jag Ko Amar Sangit Sunaaya

[ Krishna You Are The Greatest Musician Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]