SONG DETAILS

Mushkil Hai Pyaar Chhupana

MAYUR PANKH

FilmMAYUR PANKH
SingerLATA MANGESHAKAR, CHORUS
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Lata
tandaanaa tandaanaa tandaanaa,
tandaanaa,
mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa

Chorus:
mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa
tandaanaa tandaanaa tandaanaa,
tandaanaa

Lata:
preet nai, dard puraanaa, tandaanaa

Chorus:
preet nai, dard puraanaa, tandaanaa

Lata:
tu kahin aur thaa, main kahin aur thi
bhanwaraa kahin aur thaa, kali kahin aur thi
phir bhi hain mil ne ke laakh bahaane
phir bhi hain mil ne ke

Chorus:
laakh bahaane
tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa

Lata:
nainaa churaa ke na jaanaa, tandaanaa

Chorus:
nainaa churaa ke na jaanaa, tandaanaa

Lata:
mausam bahaar kaa ek baar aaye re

Chorus:
ajee, ek baar aaye re

Lata:
chaand kahe chaandani se, raat dhali jaaye re

Chorus:
ho, raat dhali jaay re

Lata:
hooo
mushkil se milate hain gham ye suhaane
mushkil se milate hain

Chorus:
gham suhaane
tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa

Lata:
ban kisi nazar kaa nishaanaa, tandaanaa

Chorus:
ban kisi nazar kaa nishaanaa, tandaanaa

Lata:
dil ko apane haar ke, jeet le jahaan ko
rah kisi kii aankh men chhoo le aasamaan ko
bul-bul ne chhede hain, pyaar ke taraane
bul-bul ne chhede hain

Chorus:
ye taraane
tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa

Lata:
tu badal to badale zamaanaa, tandaanaa

Chorus:
tu badal to badale zamaanaa, tandaanaa
tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa

Lata:
mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa

Chorus:
mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa

posted by: p u r n i m a