SONG DETAILS

O Taara Ko Chaand Banaane Waale

MANMANI

FilmMANMANI
SingerKALYANI DAS
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorE. Billimoria
Actress—

Lyrics

O Taara Ko Chaand Banaane Waal
Is Chaand Ko Kaun Sanbhaale
Baadal Aaenge Ban-Ban Kar Matawaale

Bhole Paradesi Baar Baar Tuu Aana
Teri Hasinon Mein Mera Chhupa Zamaana
Tuu Dil Ko Apane Dil Ke Paas Bula Le

Din Mein Kushiyaan Raaton Mein Masti Aai
Ek Nayi Chhabi Banati Hai Har Angadaai
Zulfon Ki Chhaanv Mein Apane Nain Ghula Le

[ O Taara Ko Chaand Banaane Waale Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]