SONG DETAILS

Mann More Gaa

MANGU

FilmMANGU
SingerASHA BHOSALE
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

mann more gaa, jhoom k
rrut ye bahaar ki-2
ye mouj pyaar ki
lout ke na aayegi ghoom ke, gaa
mann more gaa, jhoom ke

wo saamne hai..
wo saamne hai, nigaahen to mila
duniyaa hai kyaa, do ghadi bhool ja
do ghadi bhool ja
rrut ye bahaar ki-2
ye mouj pyaar ki
lout ke na aayegi ghoom ke, gaa
mann more gaa, jhoom ke

barkhaa ho...
barkhaa ho, baadal ho aur wo sanam
koyal naa kooke to haaye sitam
haaye haaye sitam
rrut ye bahaar ki-2
ye mouj pyaar ki
lout ke na aayegi ghoom ke, gaa
mann more gaa, jhoom ke

naghamon ki...
naghamon ki aisi uthaa mouj se
jaaoon nikal baadalon se pare
baadaloon se pare
rrut ye bahaar ki-2
ye mouj pyaar ki
lout ke na aayegi ghoom ke, gaa
mann more gaa, jhoom ke

Posted by: p u r n i m a