SONG DETAILS

Chodho Sanam Kaahe Ka Gam

KUDRAT

FilmKUDRAT
SingerKISHORE KUMAR & ANNETTE
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

A: (Chodho sanam kaahe ka ga
hanste raho khilte raho ) 2
Mit jaayegaa saaraa gilaa, hamse gale milte raho
chodho sanam kaahe ka gam, hanste raho khilte raho
laa laa laa laa ... laa laa laa laa ...

K: (chodho sanam kaahe kaa gam
hanste raho khilte raho) 2
mit jaayegaa saaraa gilaa, hamse gale milte raho
chodho sanam kaahe ka gam, hanste raho khilte raho

muskuraatii haseen aankhon se
dekho dekho sama badaltaa hai kaise
jaanejahaan ...
chehare ki rangat khul jaati hai aise
A: Aiya ya ya..ya ya ya ya ..
ya ya ya ya ya..

K: (Anette la-la-la' s in between:)
K: (chhodho sanam kaahe ka Gam
hanste raho khilte raho ) 2

aao milkar ke youn bahak jayen
ki mahak jaaye aaj honthon ki kaliyaan
jhuume fizaa ...
ye galiyaan ban jaaye phoolon ki galiyaan

A: Aiya ya ya..ya ya ya ya ..
ya ya ya ya ya..

K: (Anette la-la-la' s in between again:)
K: (chhodho sanam kaahe ka gam
haste raho khilte raho ) 2
mit jaayegaa saaraa gilaa, hamse gale milte raho

Posted By : Princess