SONG DETAILS

Maakhan Koi Lakh Chhupaye

KRISHNA - 2006

FilmKRISHNA - 2006
SingerKUMAR SANU
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

maakhan koi laakh chhupaaye chor nayan se bach nahi paaye -
khake chhode gwaalwa aayo natkhat nandla
aayo natkhat nandla - 2
maakhan koi laakh chhupaaye chor nayan se bach nahi paaye

panghat se panihaaran aaye dekh baal galiyan mein jaaye - 2
matki ko na paaye sambhal
aayo natkhat nandla - 2
maakhan koi laakh chhupaaye chor nayan se bach nahi paaye

yamuna tatpar chhup ke aaye aur gopiyan ke vastra churaye - 2
maiyya yashoda tero laal