SONG DETAILS

Saagar Roye Laharein Shor Machaayein

KOEL

FilmKOEL
SingerNOORJEHAN
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorNoor Jehan
Actress—

Lyrics

Saagar Roye, Laharein Shor Machaayei
Yaad Piya Ki Aaye Naina Bhar Aaein

Lipat Lipat Ke Laharein Jhuumein
Badh Badh Ke Saahil Ko Chuumein
Ham Dukhiyaare Thaam Ke Dil Rah Jaaein
Yaad Piya Ki Aae

Jab Harajaai Bhanvare Aa Ke
Kali Kali Ko Pyaar Jata Ke
Mast Bana Ke Duur Kahin Ud Jaaein
Yaad Piya Ki Aae

[Saagar Roye Laharein Shor Machaayein Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com]