SONG DETAILS

Dhanno Ki Aankhon Mein

KITAAB

FilmKITAAB
SingerR.D. BURMAN
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

dhanno ki aankhon mein hai raat ka surma
aur chaand ka chumma
ho o ...
dhanno ki aankhon mein hai raat ka surma
aur chaand ka chumma

ho (sahar bhi tere bina raat lage
chhaala pade aag jaise chaand pe jo haath lage) 2
ho o ...
dhanno ka gussa hai ek teer ka chumma
aur chaand ka chumma

ho (dhanno tujhe khwaab mein dekha hai
laila ki heer ki kitaab mein dekha hai) 2
ho o ...
dhanno ki aankhon mein hai raat ka surma
aur chaand ka chumma