SONG DETAILS

Aap Jinke Kareeb Hote Hain

KHUSHBOO - PANKAJ UDHAS

FilmKHUSHBOO - PANKAJ UDHAS
SingerPANKAJ UDHAS
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Aap jin ke kareeb hote hain -
Wo bade khushanaseeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain - 2

Jab tabiyat kisi pe aati hain - 2
Maut ke din karib hote hain - 2
Wo bade khushanaseeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain

Mujhase milana phir aapka milna - 2
Aap kisko naseeb hote hain - 2
Wo bade khushanaseeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain

zulm seh kar jo uff nahi karte - 2
Unke dil bhi ajeeb hote hain - 2
Wo bade khushanaseeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain - 2