SONG DETAILS

Khushboo Sa Woh Meri Saason Mein

KHOYA KHOYA CHAND - 2007

FilmKHOYA KHOYA CHAND - 2007
SingerHAMSIKA IYER
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorShiney Ahuja
Actress—

Lyrics

Khushboo Sa Woh Meri Saason Mein Bas Jaayeg
Ek Nasha Sa Banke Meri Jindagi Pe Chha Jaayega
Karuun Intzaar, Mera Yaar Kab Aayega
Yaadon Mein Woh Rootha Tha, Khwaabon Mein Maan Jaayega
Bujh Gayi Hai Shama, Aake Phir Jalaayega
Kab Talak Mere Bin Kaho Use Raha Jaayega
Husn Pe Ho Yakin Toh Ishq Dagmagaayega
Karuun Intzaar, Mera Yaar Kab Aayega
Woh Julmi Sitamgar Kab Pachhtaayega
Yaadon Mein Woh Rootha Tha, Khwaabon Mein Maan Jaayega

Aaja Aaja Woh Deewaane Aaja, Ek Duje Mein Kho Jaaye Hum
Duniya Mein Jitne Ghum Hai Pyaare, Hai Sabse Pyaara Muhabbat Ka Ghum
Jindagi Bewafa Aaj Hai Kal Nahi
Raat Jo Dhal Gayi, Tum Nahi Aur Hum Bhi Nahi
Husn Pe Ho Yakin Toh Ishq Dagmagaayega
Karuun Intzaar, Mera Yaar Kab Aayega
Woh Julmi Sitamgar Kab Pachhtaayega
Yaadon Mein Woh Rootha Tha, Khwaabon Mein Maan Jaayega

[ Khushboo Sa Woh Meri Saason Mein Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]