SONG DETAILS

Neele Asmaan Par

KATPUTTLI

FilmKATPUTTLI
SingerPUNNU BRAR, SUNIDHI CHAUHAN
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

neele asmaan par likh doon naam tera -
chehra ab dekhu subah-o-shaam tera
neele asmaan par likh doon naam tera
chehra ab dekhu subah-o-shaam tera
baadal par banaaun tasveer teri
ab tu hai bas tu hai taqdeer meri
neele asmaan par likh doon naam tera
chehra ab dekhu subah-o-shaam tera

kitni pyari aankhen teri
nazron mein hai jaadugari - 2
meri nigaahon ki khaamoshiyon ko
??? zara ek baar tum tum tum
tum keh do kahaan par likh doon naam tera
chehra ab dekhu subah-o-shaam tera
baadal par banaaun tasveer teri
ab tu hai bas tu hai taqdeer meri
neele asmaan par likh doon naam tera
chehra ab dekhu subah-o-shaam tera

apna keh do aaj mujhe
dil mein chhupa loon aaj tujhe - 2
hamein tum chhupa lo
hamein tum chura lo
hue jaa rahe hai bekaraar hum
dhadkan ki zubaan par likh doon naam tera
chehra ab dekhu subah-o-shaam tera
baadal par banaaun tasveer teri
ab tu hai bas tu hai taqdeer meri
neele asmaan par likh doon naam tera
chehra ab dekhu subah-o-shaam tera
baadal par banaaun tasveer teri
ab tu hai bas tu hai taqdeer meri
neele asmaan par likh doon naam tera
chehra ab dekhu subah-o-shaam tera