SONG DETAILS

Aaja Tujhe Mohabbat Aawaaz De Rahi Hai

KARVAAN

FilmKARVAAN
SingerTALAT MAHMOOD
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorKitu Gidwani
Actress—

Lyrics

Aaja Tujhe Mohabbat Aawaaz De Rahi Ha
Aawaaz De Rahi Hai, Tu Meri Zindagi Hai
Aaja Aaja

Bujhane Lage Hain Taare Ab Raat Kam Hai Aaja
Meri Qasam Hai Aaja
Beqaif Hain Nazaare, Phiki Si Chaandani Hai
Aaja Tujhe Mohabbat Aawaaz De Rahi Hai
Aaja Aaja

[ Aaja Tujhe Mohabbat Aawaaz De Rahi Hai Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]

Bechain Hai Mohabbat Ai Husn Tu Kahaan Hai
Chup Chaap Aasamaan Hai
Kaamosh Hoke Duniya Tasvir Ban Gayi Hai
Aaja Tujhe Mohabbat Aawaaz De Rahi Hai
Aaja Aaja

(Ai Shamma Dekh Tera Parawaana Aa Gaya Hai
Divaana Aa Gaya Hai) - 2
Aaja Ke Aarazu Ki Ye Raat Dhal Rahi Hai
Aaja Tujhe Mohabbat Aawaaz De Rahi Hai
Aaja Aaja

[ Aaja Tujhe Mohabbat Aawaaz De Rahi Hai Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]