SONG DETAILS

Kisi Ki Shaam-E-Saadagi Sahar Ka Rang Pa Gayi

KALAAM-E-MOHABBAT (ALBUM)

FilmKALAAM-E-MOHABBAT (ALBUM)
SingerGHULAM ALI
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Kisi Ki Shaam-E-Saadagi Sahar Ka Rang Pa Gay
Saba Ke Paanv Thak Gaye Magar Bahaar Aa Gayi

Chaman Ki Jashn-Gaah Mein Udaasiyaan Bhi Kam Na Thin
Jali Jo Koyi Shamm-E-Gul Kali Ka Dil Bujha Gayi

Butaan-E-Rang-Rang Se Bhare The Butakade Magar
Teri Adaa-E-Saadagi Meri Nazar Ko Bha Gayi

Meri Nigaah-E-Tishnaa-Lab Ki Sar-Kushi Na Puuchhiye
Ke Jab Uthi Nigaah-E-Naaz Pi Gayi Pila Gayi

Kiza Ka Daur Hai Magar Wo Is Ada Se Aaye Hain
Bahaar Darshan-E-Hazin Ki Zindagi Pe Chha Gayi