SONG DETAILS

Kabhi aansoo kabhi khusboo kabhi nagma (solo)

KABHI AANSOO KABHI KHUSBOO KABHI NAGMA

FilmKABHI AANSOO KABHI KHUSBOO KABHI NAGMA
SingerPANKAJ UDHAS
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Kabhi aansoo kabhi khusboo kabhi nagma banka
Kabhi aansoo kabhi khusboo kabhi nagma bankar
Hum se har shaam mili hai tera chehra bankar

Chand nikla hai teri aankh ke aansoo ki tarah

Phool mehken hain teri julf ka saaya bankar
Phool mehken hain teri julf ka saaya bankar
Hum se har shaam mili hai tera chehra bankar
Kabhi aansoo kabhi khusboo kabhi nagma bankar

Dil ke kaagaz pe utarta hai tu sheron ki tarah

Mere hothon pe chamkta hai tu nagma bankar