Lyrics
Dil Se Teri Nigaah Jigar Tak Utar Gayi -
Donon Ko Ik Ada Mein Razaamand Kar Gayi - 2
Wo Baadaa-E-Shabaana Ki Saramastiyaan Kahaan
Uthiye Bas Ab Ke Lazzat-E-Kaab-E-Sahar Gayi - 2
Dekho To Dil-Farebi-E-Andaaz-E-Naqsh-E-Pa - 2
Mauj-E-Kiraam-E-Yaar Bhi Kya Gul Katar Gayi - 2
Nazzaare Ne Bhi Kaam Kiya Vaan Naqaab Ka - 2
Masti Se Har Nigah Tere Ruk Par Bikhar Gayi - 2
Maara Zamaane Ne
Maara Zamaane Ne Asadullaah Kaan Tumhein - 2
Wo Walawale Wo
Wo Walawale Kahaan Wo Jawaani Kidhar Gayi - 2