SONG DETAILS

Bheeni Bheeni Mehki Mehki Hawaaye

WELCOME TO SAJJANPUR

FilmWELCOME TO SAJJANPUR
SingerKRISHNA KUMAR, SHREYA GHOSAL
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorSHREYAS TALPADE , AMRITA RAO , RAVI KISHAN , DIVYA DUTTA
Actress—

Lyrics

Bheeni Bheeni Mehki Mehki Hawaaye Sun Lo Kya Gaaye Dheeme Dheeme Haule Haule Chalo Khaabon Ki Yeh Raahein Sang Pihaare Chalate Jaaye, Manjil Aaye Ya Na Aaye - (2) Bheeni Bheeni Mehki Mehki Hawaaye Sun Lo Kya Gaaye Sarsaraaye Chhu Ke Jaaye, Behati Hawa Ko Koyi Thaam Na Paaye Iss Safar Mein Dukh Sukh Saare, Jindegi Ke Gathari Mein Baandhake Laaye Hmmm Khushiya Aansu Sapne, Khoye Bichhade Apane Humko Yaad Aaye Bheeni Bheeni Mehki Mehki Hawaaye Sun Lo Kya Gaaye Dheeme Dheeme Haule Haule Chalo Khaabon Ki Yeh Raahein Mann Ki Gali Mein Chor Chhupa Hai, Nisdin Chaahe Hai Kya Kaise Bataaye Hichkichaaye, Tadpa Jaaye, Dil Ki Baaton Ko Honto Pe Na Laaye Dil Ki Baatein Jitani Mauke Kehati Apani Tu Ban Na Paaye Bheeni Bheeni Mehki Mehki Hawaaye Sun Lo Kya Gaaye Dheeme Dheeme Haule Haule Chalo Khaabon Ki Yeh Raahein Sang Pihaare Chalate Jaaye, Manjil Aaye Ya Na Aaye - (2) La La La La La La La La....... Bheeni Bheeni Mehki Mehki Hawaaye Sun Lo Kya Gaaye