Lyrics
e ri main to prem divaani mero dard na jaane koy
suuliyon par sej hamaari sono kis bidh hoye
gagan mandal par sej piya ki milan kis bidh hoye
dard na jaane koye
e ri main to
ghaayal ki gat ghaayal jaane aur na jaane koye
mira ke prabhu sir mite jab vaid saanvaariya hoye