SONG DETAILS

O Basantee Pawan Paagal

JIS DES MAIN GANGA BEHATI HAIN

FilmJIS DES MAIN GANGA BEHATI HAIN
SingerLATA MANGEHSKAR
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

o basantee, pawan paagal naa jaa re naa jaa, roko koe

ban ke patthar hum pade the, sunee sunee raah me
jee uthhe hum jab se teree baah aayee baah me
chhinakar nainon se kaajal naa jaa re naa jaa, roko koee

yaad kar toone kahaa thaa, pyaar se sansaar hai
hum jo haare dil kee baajee, ye teree hee haar hai
sun le kyaa kahatee hain paayal naa jaa re naa jaa, roko koee