SONG DETAILS

Aag Paani Mein Lagi, Hoy Hoy Kaise

JHOOLA

FilmJHOOLA
SingerLATA MANGESHKAR, MOHAMMAD RAFI, CHORUS
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

aag paani mein lagi, hoy hoy kaise -
ke husn ki naav chali hoy hoy aise - 3

aaya laharon mein dhuwaan oy oy kaise - 2
ke dilajale honge yahaan oy oy aise - 3

aayi kahaan se jaanein haay itani titaliyaan
dar ke rahana ban jaayengi bijaliyaan - 2
dhuup mein bijali giri hoy hoy kaise
ke husn ki naav chali hoy hoy aise - 3

paani ki kami nahin aag bujhaate jaao - 2
ham bujhaate jaayein tum lagaate jaao - 2
aaj roshan hai jahaan oy oy kaise
ke dilajale honge yahaan oy oy aise - 3

aag paani mein lagi, hoy hoy kaise
ke husn ki naav chali hoy hoy aise - 3

aaya laharon mein dhuwaan oy hoy kaise - 2
ke dilajale honge yahaan oy oy aise - 3