SONG DETAILS

Rula ke gaya, sapana mera

JEWEL THIEF

FilmJEWEL THIEF
SingerLATA MANGESHKAR
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

rulaa ke gayaa, sapanaa mera
baithhee hoo kab ho saweraa

wahee hain gama-ye-dil wahee hain chandaa taare
wahee hum besahaare
aadhee raat wahee hain, aaur har baat wahee hain
fir bhee naa aayaa looteraa

kaisee ye jindagee, ke saanso se hum ube
ke dil doobaa, hum doobe
yek dukhiyaa beachaaree, is jeewan se haaree
us par ye gam kaa andheraa