SONG DETAILS

O Lag Gayin Ankhiyaan Tum Se Mori

JEEVAN JYOTI

FilmJEEVAN JYOTI
SingerGEETA, MOHAMMAD RAFI
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

o lag gayin ankhiyaan tum se mor
o mere baalam o mere sanam
lag gayin akhiyaan

sharm kho gayi laaj kho gayi
haay haay re raam haay raam haay haay haay raam
main to duniya se hi aaj kho gayi

aha ha ha ye kahaani nayi sun lo
saari duniya se hi main to kho gayi
o lag gayin ankhiyaan

aaj meri nazar ko chamak mil gayi
dil ko ik mithi mithi kasak mil gayi
o mere baalam
o lag gayin ankhiyaan

man ke taaron mein laharaayi masti ki dhun
anaginat paayalein baj uthin chhun chhunan chhun chhunan
o more baalam o mere saajan
o sanam tujhase lag gayin ankhiyaan
o lag gayin ankhiyaan