SONG DETAILS

O Shaam Aayi Rangon Mein

JEENA YAHAAN

FilmJEENA YAHAAN
SingerLATA MANGESHKAR
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

o shaam aayi rangon mein rangi huy
paayal-vaayaal mere paanvon mein koyi baandho
naache nayi nayi

mujhe koyi nayi chunari dila do
mere liye naya kangana koyi la do
ye suune se maathe pe
kare cham-cham kumakum ki tum
aisi koyi bindiya laga do

ye jaadu kaisa hai jaanuun na
lage mujhe ye to jivan mera sona
saja le tu nainon mein
dhire-dhire are manava meri
koyi aisa sapana salona

mere man ki aasha adhuuri
hogi ik din ye to kahin puuri
kabhi na main bhuuluungi
sang-sang tere saathi mere
bite ye jo shaam suhaani