SONG DETAILS

Nigaahon Ne Phenka Hai Panje Pe Chhakka

JAALI NOTE

FilmJAALI NOTE
SingerMOHAMMAD RAFI, ASHA BHOSLE
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

nigaahon ne phenka hai panje pe chhakka -
balam teraa-mera huwa pyaar paka
muhabbat mein dil ko laga aisa dhakka - 2
ladi aankh main rah gaya hakkaa-bakka
nigaahon ne phenka hai panje pe chhakka

ghataaon ke ghuunghat mein chanda chhupaaye
labon par chamak bijaliyon ki sajaaye - 2
mere dil mein aise qadam tuune rakha - 2
ladi aankh main rah gaya hakkaa-bakka
nigaahon ne phenka hai panje pe chhakka

muqaddar ho raazi to duniya bhi raazi
muhabbat hai kya hai ye sab pattebaazi - 2
tere haath hai aaj qisamat ka yakka - 2
balam teraa-mera huwa pyaar paka
muhabbat mein dil ko laga aisa dhakka - 2