SONG DETAILS

Kit Jaaoge Kanhaiya

IZZAT (1937)

FilmIZZAT (1937)
SingerDEVIKA RANI
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

( kit jaaoge kanhaiya man ke basaiya
hamase neha laga ke ) -2

chhabi nainan mein moorat man mein -2
basi hui hai sama ke -2
palak moond tumaka laaj a ri -2 ?
raakho man birama ke
palak moond tumaka laaj a ri
raakho man birama ke

kit jaaoge kanhaiya man ke basaiya
hamase neha laga ke