SONG DETAILS

Jaaneman Hum Se

ISHQ HO GAYA MAMU

FilmISHQ HO GAYA MAMU
SingerREHAN
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorPRATIMA KAZMI , RAJESH VIVEK , MUSHTAQ KHAN , UPASNA SINGH , NASIR QAZI
Actress—

Lyrics

Jaaneman Hum Se -2 Aaj Ek Waada Karo Jaaneman Hum Se Aaj Ek Waada Karo Pyaar Karne Ka Humse Iraada Karo - (2) Chaahe Todo -2 Magar Ek Waada Karo Chaahe Todo Magar Ek Waada Karo Pyaar Karne Ka Humse Iraada Karo - (2) (Raat Hai Chaandani, Chaandani Raat Hai Dil Mein Taaron Bhari Utri Baaraat Hai) - (2) Chaand Suraj Tere, Sab Nazaare Tere Tu Jo Mil Jaayeja Yeh Sitaare Tere Dil Yeh De Du Tujhe, Dil Ki Aukaad Kya Jaan De Du Tujhe, Jaan Ki Baat Kya Teri Khaatir Jiyu, Teri Khaatir Maru Marte Marte Bhi Mai Bas Itana Kahu Chaahe Kam Kam Karo, Chaahe Jyaada Karo Chaahe Todo Magar Ek Waada Karo Pyaar Karne Ka Humse Iraada Karo - (2) (Ek Tu Hai Anaar Yaah Sau Hai Bimaar Jo Bhi Dekhe Tujhe Use Chadhta Bukhaar) - (2) Tere Jalawo Se Koyi Yahaan Kaise Bache Inn Aankhon Se Nikle Talab Mein Fase Hai Do Aatasha Tera Shola Badan Tere Didaar Se Ho Jaaye Jashan Tujhe Paane Ko Main Har Bagaawat Karu Iss Jaaan Se Ladu, Katlogaarath Karu Itani Chaahat Tumhe Iss Jamaane Ne Di Aise Aashiq Ki Kuchh Toh Khushaamat Karo Pyaar Karne Ka Humse Iraada Karo - (2) Jaaneman Hum Se -2 Aaj Ek Waada Karo Jaaneman Hum Se Aaj Ek Waada Karo - (2) Pyaar Karne Ka Humse Iraada Karo - (4)