SONG DETAILS

Humko Deewana Kar Gaye - Slow

HUMKO DEEWANA KAR GAYE

FilmHUMKO DEEWANA KAR GAYE
SingerSONU NIGAM
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Ishq mein laakhon gham ishq na karna tu
Ishq hai ek saza
Ishq ki galiyon mein aah na bharna tum
Ishq hai ek saza
Keh rahi hai dil ki lagi, bin tumhaare kya zindagi
Gham na uthaate to achha tha
Khud ko sataate to achha tha
Tu ab na kehke jaana humko begaana kar gaye
Tu ab na kehke jaana humko begaana kar gaye

Posted By : Mastani Laila