SONG DETAILS

Meri Duwaaon Ka Ya Rab Ab Asar Dikha Dena

HUMAAYUN

FilmHUMAAYUN
SingerSHAMSHAD
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

(meri duwaaon k
meri duwaaon ka ya rab ab asar dikha dena) - 2
hai hai tere haath mein murdon ko bhi jila dena - 2
meri duwaaon ka ya rab ab asar dikha dena

tere liye koyi mushqil nahin hai mushqil bhi - 2
bujhate huye chiraag ko - 2
qudarat se tum uunchi jala dena
meri duwaaon ka ya rab ab asar dikha dena

qaza jo aa ke
qaza jo aa ke pata puuchhe marane waale ka to
use kah dena mera pata bata dena
meri duwaaon ka ya rab ab asar dikha dena